Heart Touching Sad Quotes In Urdu : In this article you will be find Heart Touching Urdu Sad Quotes , heart touching sad Quotes in urdu, sad Quotes in urdu 2 lines, bewafa sad Quotes in urdu, love sad Quotes in urdu, very sad Quotes in urdu images, sad Quotes in urdu text, broken heart sad Quotes in urdu, sad love Quotes in urdu, deep sad Quotes in urdu 2 lines and many more Quotes in urdu.
Table of Contents
Heart Touching Sad Quotes In Urdu

Tehzeeb sikhati hai jeenay ka saleeqa
Taleem se jahil ki jahalat nahi jati
تہذیب سکھاتی ہے جینے کا سلیقہ
تعلیم سے جاہل کی جہالت نہیں جاتیKhuda ne sabar karne ki mujhay tofeeq bakhshi hai
Aray ji bhar keh tar pao shikayat kon karta ha
خدا نے صبر کرنے کی مجھے توفیق بخشی ہے
ارے جی بھر کہ ترپاؤ شکایت کون کرتا ہے ..!!

Lehjay aur alfaz ki khubsurti woh khususiyat hain
Jo aap ko un dekhay insaan ka deewana bana deti hain
لہجے اور الفاظ کی خوبصورتی وہ خصوصیات ہیں
جو آپ کو ان دیکھے انسان کا دیوانہ بنا دیتی ہیںKuch logon ke lye musroof zindagi se time
Nikalna parta hai aur kuch logon ko dil se
se Nikalne ke lye zindagi ko musroof karna parta hai
کچھ لوگوں کے لیے مصروف زندگی سے
ٹائم نکالنا پڑتا ہے اور کچھ لوگوں کو دل سے نکالنے کے لیے
زندگی کو مصروف کرنا پڑتا ہے

Main ne ki hai aik zindagi dafan miti
Main Nahi dil ke aik andher kone main
میں نے کی ہے ایک زندگی دفن مٹی میں
نہیں دل کے ایک اندھیر کونے میںApnoon ki chahatun main milawat thi is qadar
Tang aake dushmanoon ko mananay chala gaya
اپنوں کی چاہتوں میں ملاوٹ تھی اس قدر
تنگ آکے دشمنوں کو منانے چلا گیا

Naram dil se phatar dil banne ka safar
Yaqeen maniyen asaan nahi hota.
نرم دل سے پتھر دل بننے کا سفر
یقین مانیں آسان نہیں ہوتا …Zindagi main logon se baas aik hi sabaq mila jin ko hum
Jitna khaas karte gaye un ke lye utne hi aam hote gaye
زندگی میں لوگوں سے بس ایک ہی سبق ملا
جن کو ہم جتنا خاص کرتے گئے
ان کے لیے اتنے ہی عام ہوتے گئے

Tum inhen yaad karte hi kyun ho
Jo tumhain yaad nahi karte hain
تم انہیں یاد کرتے ہی کیوں ہو
جو تمہیں یاد نہیں کرتے ہیں !Baaz auqat nakami hamain yeh seekha rahi hoti hai
hai keh yeh tumhara kaam nahi tum kisi aur kaam ke lye peda huway ho
بعض اوقات ناکامی ہمیں یہ سیکھا رہی ہوتی ہے
کہ یہ تمہارا کام نہیں تم کسی اور کام کے لیے پیدا ہوئے ہو

Maa ko dekh kar muskuraya karo kyun keh
Har kisi ke naseeb main Hajj karna nahi hota
ماں کو دیکھ کر مسکرایا کرو کیونکہ
ہر کسی کے نصیب میں حج کرنا نہیں ہوتا -!Jo insaan bohat larne ke baad bhi
Apko mananay ka hunar rakhta ho tw samajh lena
keh woh aap se be panah muhabat karta hai
جو انسان بہت لڑنے کے بعد بھی آپ کو
منانے کے ہنر رکھتا ہو تو سمجھ لینا
کہ وہ آپ سے بے پناہ محبت کرتا ہے

Taaluq mazboot hona chahye
Majboor nahi !
تعلق مظبوط ہونا چاہیے
مجبور نہیں !Logon se darna chordo
Izat Allah pak deta hai log nahi
لوگوں سے ڈرنا چھوڑدو
عزت الله پاک دیتا ہے لوگ نہیں

Ghusay ke waqt thora ruk jain
Aur galti ke waqt thora jhuk jain
zindagi asaan hojaye gi
غصے کے وقت تھوڑا رک جائیں
اور غلطی کے وقت تھوڑا جھک جائیں
زندگی آسان ہوجائے گیMazboot log khamosh rehtay hain
kisi se shikayat nahi karte
Deep Quotes in Urdu
مظبوط لوگ خاموش رہتے ہیں
کسی سے شکایت نہیں کرتے -!

Insaniyat ki jitni tazleel muhabbat main hoti hai
Itni kahin aur nahi hoti.
انسانیت کی جتنی تذلیل محبت می ہوتی ہے
اتنی کہیں اور نہیں ہوتیKuch takleefain aesi hoti hain jin par maaf tw kya ja sakta hai
Magar doobara taluq nahi rakha ja sakta.
کچھ تکلیفیں ایسی ہوتی ہیں جن پر معاف تو کیا جاسکتا ہے
مگر دوبارہ تعلق نہیں رکھا جاسکتا

Neki karna asaan hai lekin
Neki ki hifazat karna buhat mushkil hai.
نیکی کرنا آسان ہے لیکن
نیکی کی حفاظت کرنا بہت مشکل ہےHamari zaat aadhi reh gai hai
Kisi ka khel pura hogaya hai.
ہماری ذات آدھی رہ گئی ہے
کسی کا کھیل پورا ہوگیا ہے

Zindagi ka ye asool bana lo
Jo choor de usay bhula do.
زندگی کا یہ اصول بنالو
جو چھوڑدے اسے بھلادو …Suna hai log chahat main jaan bhi dete hain
Lekin jo waqt nahin dete woh jaan kese dain gay.
سنا ہے لوگ چاہت میں جان بھی دیتے ہیں
لیکن جو وقت نہیں دیتے وہ جان کیسے دیں گے

Shikayat karne se khamosh rehna behtar hai
Jab kisi ko faraq nahi parta toh shikayat kesi.
شکایت کرنے سے خاموش رہنا بہتر ہے
جب کسی کو فرق نہیں پڑتا تو شکایت کیسی ….Aaj shidat se dil chah raha hai keh
koi itna hi pouch lay tum theek tw ho na.
آج شدت سے دل چاہ رہا ہے
کہ کوئی اتنا ہی پوچھ لے تم ٹھیک تو ہو نہ ؟

Sar jhukane se namazain ada nahi hotien
Dil jhukana parta hai ibadat ke lye.
سر جھکانے سے نمازیں ادا نہیں ہوتی
دل جھکانا پڑتا ہے عبادت کے لیےAlfaz sirf chubte hain
Khamoshiyan maar deti hain.
الفاظ صرف چھبتے ہیں
خاموشیاں مار دیتی ہیں

Mat chaho kisi ko itna keh baad main rona pare
Yeh dunya chahat se nahi zarurat se pyar karti hai.
مت چاہو کسی کو اتنا کہ بعد میں رونا پڑے
یہ دنیا چاہت سے نہیں ضرورت سے پیار کرتی ہےBara insaan woh hai jis ki mehfil main
Koi khud ko chota na samjhay. Heart Touching Quotes in Urdu.
بڑا انسان وہ ہے جس کی محفل میں
کوئی خود کو چھوٹا نہ سمجھے-

Muhabbat sach hai sahib
Bus log jhootay hotay hain
محبت سچ ہے صاحب
بس لوگ جھوٹے ہوتے ہیںHar ibadat ki qaza hai lekin
Insan ka dil toorne ki qaza nahi..
ہر عبادت کی قضا ہے لیکن
انسان کا دل توڑنے کی قضا نہیں

Haadsay kya kya tumhari be rukhi se hogaye
Saari dunya ke lye hum ajnabi se hogaye.
حادثے کیا کیا تمہاری بے رخی سے ہوگئے
ساری دنیا کے لیے ہم اجنبی سے ہوگئےMain thak gaya tha parwah karte karte
Jab se beparwah hua hoon, sukoon main hoon.
میں تھک گیا تھا پرواہ کرتے کرتے
جب سے بے پرواہ ہوا ہوں سکون میں ہوں

Aaj parchai se pooch hi liya kyun chalti ho mere sath?
Isne hass kar kaha aur kon hai tere sath.
آج پرچھائی سے پوچھ ہی لیا کیوں چلتی ہو میرے ساتھ
اس نے ہنس کر کہا اور کون ہے تیرے ساتھMuhabbat jhooti nahi tum se
Gawah hai har namaz ki dua.
محبت جھوٹی نہیں تم سے
گواہ ہے ہر نماز کی دعا -!

Taroon ko insaan tab ghoorta hai
Jab zameen peh is ka kuch kho gaya ho.
تاروں کو انسان تب گھورتا ہے
جب زمین پہ اس کا کچھ کھوگیا ہوWaqt ke sath sath bohat kuch badal jata hai
Log bhi rishtay bhi ehsas bhi aur kbhi kbhi hum khud.
وقت کے ساتھ ساتھ بہت کچھ بدل جاتا ہے
لوگ بھی رشتے بھی احساس بھی اور کبھی کبھی ہم خود بھی

Tum mat kholna meri mazi ki khitaboon ko
Jo tha woh raha nahi jo hoon kisi ko pata nahi.
تم مت کھولنا میری ماضی کی کتابوں کو
جو تھا وہ رہا نہیں، جو ہوں کسی کو پتا نہیںAllah toh qareeb hi hota hai
Door toh hum chalay jate hain.
الله تو قریب ہی ہتا ہے
دور تو ہم چلے جاتے ہیں

Kon jeeta hai zindagi apni
Har kisi par koi musalat hai.
کون جیتا ہے زندگی اپنی
ہر کسی پر کوئی مسلط ہےHar baat khamoshi se maan lena
Yeh bhi aik andaz hay narazgi ka.
ہر بات خاموشی سے مان لینا !
یہ بھی اک انداز ہے ناراضگی کا

Kisi ki khoobiyun ki tareef karne main waqt zaya mat karo
Balkay is ki khoobiyun ko apna ne ki koshish karo.
کسی کی خوبیوں کی تعریف کرنے میں وقت ضائع مت کرو
بلکہ اس کی خوبیوں کو اپنانے کی کوشش کرو-Pata hai takleef kya hai?
Kisi ko chahna phr usy kho dena aur khamosh hojana.
پتا ہے تکلیف کیا ہے ؟؟
کسی کو چاہنا پھر اسے کھو دینا اور خاموش ہوجانا

Koshish kejeye, jin ke saath omar guzarne ka soda tay ho,
Un se dil milaen na milaen, zehain zaroor miltay hoon.
کوشش کیجیے، جن کے ساتھ عمر گزرنے کا سودا طے ہو
ان سے دل ملیں نہ ملیں، ذہن ضرور ملتے ہوںAgar log aap se doori ekhteyar kar rahe hain tw inhen karne dejeye
Kyun keh aap ki taqdeer, qismat, waqt aur zindagi ki door
Kisi ke chor jane ki muhtaj nahi hai.
اگر لوگ آپ سے دوری اختیار کر رہے ہیں تو انہیں کرنے دیجیے
کیونکہ آپ کی تقدیر ، قسمت اور زندگی کی ڈور
کسی کے چھوڑجانے کی محتاج نہیں ہے !

Jin Kay Dil Naram Hotay Hain Zindagi Un Kay Saath Utna He Sakhti Se Paish Aati Hai.
جن کے دل نرم ہوتے ہیں زندگی ان کے ساتھ اتنا ہی سختی سے پیش آتی ہےYaqeen Maano Koi Majboriyan Nahin Hotin
Loog Aadtan Wafa Nahin Karay
یقین مانو کوئی مجبوریاں نہیں ہوتیں
لوگ آدتن وفا نہیں کرتے

Dil Main Aaya Tha Koi
Jaldi Main Tha Chala Gaya..!
دل میں آیا تھا کوئی
جلدی میں تھا چلا گیاLoog Dilon Main Nafratain Lay Kar Kis Qadar Saadgi Se Miltay Hain.
لوگ دلوں میں نفرتیں لے کر کس قدر سادگی سے ملتے ہی
Heart Touching Quotes in Urdu 2 lines

Dukh Dard Mai Hamesha Nikale Tumhare Khat
Aur Mil Gai Khushi Tou Uchale Tumhare Khat
دکھ درد میں ہمیشہ نکالے تمہارے خط
اور مل گئی خوشی تو اچھالے تمہارے خطApne Ehsas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar Do
Me K Sadiyon Se Adhoora Hun Mukamal Kar Do
اپنے احساس سے چھو کر مجھے صندل کر دو
میں کہ صدیوں سے ادھورا ہوں مکمل کر دو

Phele Tujhe Banaya Bana Kar Mita Diya
Jitne Bhi Faisle Kiye Saare Ghalat Kiye
پہلے تجھے بنایا بنا کر مٹا دیا
جتنے بھی فیصلے کیے سارے غلط کیےBar-Ha Dekhi Hain Un ki Ranjishain
Par Kuch Ab Ke Sargirani Aur Hai
اور بازار سے لے آئے اگر ٹوٹ گیا
ساغر جم سے مرا جام سفال اچھا ہے

Arz-e-Niyaz-e-Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Jis Dil Pe Naaz Tha Muje Wo Dil Nahi Raha
عرض نیاز عشق کے قابل نہیں رہا
جس دل پہ ناز تھا مجھے وہ دل نہیں رہاApni Hasti Se ho Jo Kuch Ho
Agahi Gar Nahi Ghaflat Hi Sahi
پنی ہستی ہی سے ہو جو کچھ ہو
آگہی گر نہیں غفلت ہی سہیTujhe Par Kuch Ai But Nahi Munhasir
Jise Hum Ne Pooja Khuda Kar Diya
تجھی پر کچھ اے بت نہیں منحصر
جسے ہم نے پوجا خدا کر دیا

Hum Thay, Tum Thay, Kuch Jazbaat Bhi Toh Thay
Arey Choro! Kuch Nahi, Alfaaz Hee Toh Thay
ہم تھے، تُم تھے، کچھ جزبات بھی تو تھے
ارے چھوڑو! کچھ نہیں، الفاظ ہی تو تھےRead More : Birthday Wishes In Urdu
Bazicha-e-Atfal Hai Duniya Mere Aage
Hota Hai Shab-o-Roz Tamasha Mere Aage
بازیچۂ اطفال ہے دنیا مرے آگے
ہوتا ہے شب و روز تماشا مرے آگےFirqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain
فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں
کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں

Teri Mohabbat Ko Kabhi Khel Nahi Samjha,
Varna Khel Toh Itne Khele Hain Ki Kabhi Haare Nahi.
تیری محبت کو کبھی کھیل نہیں سمجھا
ورنہ کھیل تو اتنے کھیلے ہیں کہ کبھی ہارے نہیںMera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,
Yeh Kia Nahi, Wo Hua Nahi, Yeh Mila Nahi, Woh Raha Nahi
میرا کارنامہ زندگی میری حسرتوں کے سِوا کچھ نہیں
یہ کیا نہیں، وہ ہوا نہیں، یہ ملا نہیں، وہ رہا نہیںBewaqt, Bewajah, Behisaab Muskura Deta Hun,
Aadhe Dushmano Ko Toh Yun Hi Haraa Deta Hun.
بے وقت، بے وجہ، بے حساب مُسکرا دیتا ہوں
آدھے دُشمنوں کو تو یونہی ہرا دیتا ہوں

Khote Sikhe Jo Abhi Abhi Chale Hain Bazar Mein,
Woh Kamiyan Nikal Rahe Hain Mere Kirdar Mein
خوٹے سکے جو ابھی ابھی چلے ہیں بازار میں
وہ کمیاں نِکال رہے ہیں میرے کردار میںAashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha Karo,
Baawle Ho Jaoge Mehtaab Mat Dekha Karo
عاشقی میں میرؔ جیسے خواب مت دیکھاکرو
باؤلے ہو جاؤ گے مہتاب مت دیکھا کروAaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere
آج اک اور برس بیت گیا اس کے بغیر
جس کے ہوتے ہوئے ہوتے تھے زمانے میرے

Gham e Duniya Bhi Gham e Yaar Mein Shamil Karlo,
Nasha Barhta Hai Sharabein Jo Sharabon Mein Milein
غم دنیا بھی غم یار میں شامل کر لو
نشہ بڑھتا ہے شرابیں جو شرابوں میں ملیںAe Dost Mohabbat Ke Sadme Tanha Hee Uthane Parte Hain,
Rahbar Toh Faqat Is Raste Mein Do Gam Sahaara Dete Hain
اے دوست محبت کے صدمے تنہا ہی اٹھانے پڑتے ہیں
رہبر تو فقط اس رستے میں دو گام سہارا دیتے ہیںMain Bhi Munh Mai Zuban Rakhta Hun
Kaash Puchho k Muddaa Kya Hai
میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوں
کاش پوچھو کہ مدعا کیا ہے

Wese Hee Tumhe Veham Hai, Aflak Nasheen Hain,
Tum Log Barey Log Ho, Hum Khak Nasheen Hain
ویسے ہی تمہیں وہم ہے ، افلاک نشیں ہیں
تم لوگ بڑے لوگ ہو ، ہم خاک نشیں ہیںEk Dil Hai Jo Har Lamha Jalane Ke Liya Hai,
Jo Kuch Hai Yahan Aag Lagan Ke Liye Hai
اِک دل ہے جو ہر لمحہ جلانے کے لئے ہے
جو کچھ ہے یہاں آگ لگانے کے لئے ہےAksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Per Ungliyan,
Jinki Humein Chhune Ki Aukat Nahi Hoti.
اکثر وہی لوگ اُٹھاتے ہیں ہم پر اُنگلیاں
جن کی ہمیں چُھونے کی اوقات نہیں ہوتی

Ruthha Hua Hai Mujhse Iss Baat Par Zamana,
Shamil Nahin Hai Meri Fitrat Mein Sar Jhukana.
روٹھا ہوا ہے مجھ سے اِس بات پر زمانہ
شامل نہیں ہے میری فطرت میں سر جھکاناRead Also : वाढदिवसाच्या शुभेच्छा मराठी कविता - Birthday Kavita in Marathi - New Birthday Poem in Marathi 2022
Nakhre Toh Main Apne Bhi Nahi Jhelta
Toh Tu Kis Khet Ki Muli Hai
نخرے تو میں اپنے بھی نہیں جھیلتا
تو تُو کس کھیت کی مولی ہےAdam Roz-e-ajal Jab Kismatein Taqsim Hoti Thin,
Muqaddar Ki Jagah Main Saghar-o-mina Utha Laya
عدمؔ روز اجل جب قسمتیں تقسیم ہوتی تھیں
مقدر کی جگہ میں ساغر و مینا اٹھا لایا

Aap Ek Zahmat-e-Nazar Toh Karen,
Kaun Be-hosh Ho Nahi Sakta
آپ اک زحمت نظر تو کریں
کون بے ہوش ہو نہیں سکتا
Aqal Ko Tanqeed Se Fursat Nahi,
Ishq Per Aamal Ki Buniyaad Rakh
عقل کو تنقید سے فرصت نہیں
عشق پر اعمال کی بنیاد رکھ
Andaz-e-bayan Garche Bahut Shauq Nahi Hai,
Shayad Ke Utar Jaye Tere Dil Mein Meri Baat
انداز بیاں گرچہ بہت شوخ نہیں ہے
شاید کہ اتر جائے ترے دل میں مری بات

Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai
عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
Aankh Jo Kuch Dekhti Hai Lab Pe Aa Sakta Nahi,
Mahv-e-Hairat Hun Ke Duniya Kya Se Kya Ho Jayegi
آنکھ جو کچھ دیکھتی ہے لب پہ آ سکتا نہیں
محو حیرت ہوں کہ دنیا کیا سے کیا ہو جائے گی
Very Heart Touching Lines In Urdu

Bachpan Ki Sab Se Bari Galat Fehmi Yahe Thi Kay Baray Hotay He Zindagi Bari Mazay Daar Hojaey Gi.
بچپن کی سب سے بڑی گلت فہمی یہی تھی کے بڑے ہوتے ہی زندگی بڑی مزے دار ہوجائے گی
Jin Logon Ne Aap Ki Qadar Nahin Ki Aap Bhe Un Ki Parwa Na Karain Muskura kar Youn Guzar Jaen Jaisay Aap Unhain Jaantay He Nahin Hain Yaqeen Rakhain Nae Manzilain Aap Ki Muntazir Hain.
جن لوگوں نے آپ کی قدر نہیں کی آپ بھی ان کی پروا نہ کریں مسکرا کر یوں گزر جائیں جیسے آپ انھیں جانتے ہی نہیں ہیں یقین رکھیں نئی منزلیں آپ کی منتظر ہیں
Rishtay Kamzoor Honay Ki Aik Bari Waja Ye Hai Kay Aap Rishton Ko Nibhatay Kam Aur Azmaatay Ziada Hain.
رشتے کمزور ہونے کی ایک بڑی وجہ یہ ہے کے آپ رشتوں کو نبھاتے کم اور آزماتے زیادہ ہیں
Jese Jese Umar Guzarti Hai Ehsaas Honay Lagta Hai Kay Waldain Har Chez Kay Baaray Main Sahe Kehtay Thay.
جیسے جیسے عمر گزرتی ہے احساس ہونے لگتا ہے کے والدین ہر چیز کے بارے میں سہی کہتے تھے
Mujh Main Laakh BuraYan He Sahe Magar Mainay Kisi Se Taluq Matlab Kay Liay Nahin Rakha.
مجھ میں لاکھ برائیاں ہی سہی مگر میں نے کسی سے تعلق مطلب کے لیے نہیں رکھا
Ajeeb Tamasha Hai Kisi Ko Ehsaas Dilanay Kay Liay Apnay Ehsaas Maarnay Partay Hain.
عجیب تماشا ہے کسی کو احساس دلانے کے لیے اپنے احساس مارنے پڑتے ہیں
Aik Insaan Mar Jaey To Sabar Aa Jata Hai Laykin Jab Aik Zinda insaan Aap Kay Liay Mar Jaey To Kabhe Sabar Nahin Aata.
ایک انسان مر جاۓ تو صبر آ جاتا ہے لیکن جب ایک زندہ انسان آپ کے لیے مر جاۓ تو کبھی صبر نہیں آتا
Zindagi Main Kabhe Koi Aap Ka Kirdaar Utha Kar Chok Main Bhe Latka Day Tab Bhe Itminaan Rakhna Kay Izat Aur Zilat Sirf Allah Kay Haath Main Hai.
زندگی میں کبھی کوئی آپ کا کردار اٹھا کر چوک میں بھی لٹکا دے تب بھی اطمینان رکھنا کے عزت اور ذلت صرف الله کے ہاتھ میں ہے
Dilon Main Choti Choti Batain Rakhnay Se Ham Apnay Baray Baray Rishtay Kharab Kar Laitay Hain.
دلوں میں چوٹی چوٹی باتیں رکھنے سے ہم اپنے بڑے بڑے رشتے خراب کر لیتے ہیں
Ye Jo Workshop Ya Dukanon Par Chotay Hotay Hain Naa Ye Darasal Apnay Ghar Kay Baray Hotay Hain.
یہ جو ورکشاپ یا دکانوں پر چھوٹے ہوتے ہیں ناں یہ دراصل اپنے گھر کے بڑے ہوتے ہیں
Loog To Aatay Jatay Rehtay Hain Par Kisi Kay Aanay Aur Janay Se Zindagi Nahin Rukti.
لوگ تو آتے جاتے رہتے ہیں پر کسی کے آنے اور جانے سے زندگی نہیں رکتی
Loog Dilon Main Nafratain Lay Kar Kis Qadar Saadgi Se Miltay Hain.
لوگ دلوں میں نفرتیں لے کر کس قدر سادگی سے ملتے ہی

Heart Touching Quotes Urdu in Hindi
सच्चा प्यार नींद मे देखी गई
एक ख्वाब है
जो कभी पूरा नहीं होता
Schcha Pyar Nind Mein Dekhi Gai
Ek Khwab Hai
Jo Kabhi pura Nahin Hota
سچا پیار نیند میں دیکھی گئی
ایک خواب ہے
جو کبھی پورا نہیں ہوتا

दिल दिल को कभी तोड़ा नहीं करते
सारा खुरेफात तो दिमाग का होता है
Dil Dil Ko Kabhi Toda Nahin Karte
Sara Khurefat To Dimag ka hota hai
دل دل کو کبھی توڑا نہیں کرتے
سارا خور وفات تو دماغ کا ہوتا ہے
कभी हम किसी से कितना प्यार करते है
और उस थोड़ा भी परवाह नहीं होता
Kabhi Ham Kisi Se Kitna Pyar Karte Hain
aur use thoda bhi Parvah Nahin Hota
کبھی ہم کسی سے کتنا پیار کر لیتے ہیں
اور اسے تھوڑا بھی پرواہ نہیں ہوتا
अब कैसे किसी पे भरोसा करे
जो जन्मो के वादे करते हैं
उसको भी को भी पलभर की खुशियां छीनते देखा है
ab kaise Kisi pe Bharosa Karen
Jo Janmo Ke vade karte hain
usko bhi Pal Bhar ki Khushiyan chinte Dekha Hai
اب کیسے کسی پہ بھروسہ کرے
جو جنموں کے وعدے کرتے ہیں
اس کو بھی پل بھر کی خوشیاں چھین تے دیکھا ہے

ज्यादातर रिश्ते इसलिए टूट जाते है कि
हमलोग अपने आंखो और कानों से ज्यादा दूसरे
के बातों पर भरोसा कर लेते है
Jyadatar Rishte isliye Tut Jaate Hain Ki
ham log Apne Aankhon Aur Kano Se Jyada
dusre ke Baton per Bharosa kar lete hain
زیادہ تر ز سے اس لیے ٹوٹ جاتے ہیں کی
ہم لوگ اپنے آنکھوں اور کانوں سے زیادہ
دوسرے کے باتوں پر بھروسا کر لیتے ہیں
Heart Touching Sad Quotes In Hindi
Wo Jo Apna Tha Hamse Hain Khafa,
Pta Nhi Kees Se Hui Thi Kya Khata,
Be-Wajaah Dil Nhi Toota Kisi Ka,
Tum The Yaa Hum The Bewafa…!!

Us Ne Mujhe Apni Be-wafaai Ka Saboot De Deeya,
Mujhe Meri Khushiyon Ki Judaai Ka Saboot De Deeya,
Usne Dikha Diya Khumar Ishq-A-Wafaa Ka Anzam Kya Hota Hain,
Mujhe Dunia Ki Bhid Main,
Meri Tanhaai Ka Saboot De Deeya…!!
Dard Se Hum Ab Khel Na Sikh Gaye Hain,
Hum Bawafaai K Sath Jeena Sikh Gaye Hain,
Kya Bataayein Kees Kdar Dil Toota Hain Mera,
Maut Se Pahle Kafan Audh Kr Sona Sikh Gaye Hain….!!

Aankhon Se Bahte Ye Ashq Nhi,
Khoon-E-Dil Ki Neeshani Hain,
Kuchh Teri Be-wafaai Ki ,
Or Kuchh Meri Wafaai Ki Kahaani Hain,
Kaash Aansuon Ke Sath Yadein Bhi Bh Jaati,
Kash Meri Khamoshi Sb Kuchh Kah Paati,
Kash Keesmat Khuda Ne Thiak Se Likhi Hoti,
To Meri Keesmat Me Pyaar Ki Kami Na Rah Jaati….!!
Mit Gaye Hai Sabhi Zakham,

Bs Nishan Baki Rh Gaya,
Sazaa Puri ho gai,
Karna Gunah Baki Rh Gaya…!!
Pyaar Ke Ujaale Main,
Gam Ka Andhera Kyo Aata Hain,
Jisko Hum Chaahe Wahi Kyo Roolata Hain,
Aiye Mere Khuda Agar Wo Mera Naseeb Nahi Hai,
To Aise Logon Se Hame Milaata Kyo Hain…!!
Jo Beet Gaya Us Se Bhool Zaa Dil,

Jo Guzar Gaya Waqt Wo Kabhi Naa Aayenga,
Pal 2 Pal Ka Sath Dekar Sathi Chala Gaya,
Uski Yaad Main Zal Kar Too Or Bi Pachh-Tayenga….!!
Gulaab Toh Toot Kar Bikhar Jata Hain,
Par Khushboo Hawa Main Bar-Krar Rahti Hain,
Jane Wale Toh Mil Ke Chale Jate Hain,
Par Ehasas Toh Dilon Main Bar-Krar Rahte hain…!!
Itna Roolaya Kisi Ne Mushkrana Bhool Gaye,
Dil Toda Ki Dil Lagana Bhool Gaye,
Duniya Ne Itne Dard Diya Rishton Ke Naam Par,
Ab Kisi Ko Apna Banana Bhool Gaye…!!
Jab kuchh Sapney Adhurey Rh Jaate Hain,
Tb Dil Ke Dard Aansu Banker Bh Jaate Hain,
Jo Kahte Hain K Hum Sirf Aapke Hain,
Pta Nahi Wo Kaise Alvida Kah Jaate Hain…!!
Wo Mujhe Chaahti Hain,

Pr Apna Nhi Sakti Hain,
Mujhe Bhoolane Ka Sadma Utha Nhi Sakti Hain,
Ajeeb H Uski Mohabbat Kaa Andaaz,
Khafa To Rahti Hain,
Pr Mna Nhi Sakti Hain….!!
khushboo Ne Phool Ko Khash Bnaya Hai,
Phool Ne Maali Ko Khash Bnaya Hai,
Chaahat Ne Mohabbat Ko Khash Bnaya Hai,
Kmbakhath Mohabbat Ne Kitnon Ko Devdaas Bnaya Hai…..!!
Hume Izhar Karna Nhi Aaya,
Unhe Pyar Karna Nhi Aaya,
Hum Bs Dekhte He Rh Gaye,
Or Waqt Ko Thamna Nhi Aaya,
Wo Chalte Chalte Itne Dur Chale Gaye,
Hume Unhe Rokna Bi Nhi Aaya…!!
To Mene Raste Naa Bdle Hote,

Tum Naa Mile Hote,
Ab Sath Chhod Gaye Ho
In Anjaane Raston Pr
Ab Main Kidhar Jaau Ab Main Kidhar Jaau..!!
Safar chota hi sahi magar
Yaadgar hona chahiye,
Aur rang kala hi sahi
Magar wafadar hona chahiye.
सफ़र छोटा ही सही मगर*
यादगार होना चाहिए,
और रंग काला ही सही*
मगर वफादार होना चाहिए.
Chahat Wo Nahi Jo Jaan Deti Hai*
Chahat Wo Nahi Jo Muskaan Deti Hai;
Ai Dost Chahat To Wo Hai*
Jo Pani Mein Gira Aansu Pehchan Leti Hai.
चाहत वो नहीं जो जान देती है*
चाहत वो नहीं जो मुस्कान देती है;
ऐ दोस्त चाहत तो वो है*
जो पानी में गिरा आँसू पहचान लेती है।.
ishk main bhee karata hoon; ishq vo bhee karatee hai*
phark sirph itana hai main unase karata hoon vo kisee aur se karatee hain.
इश्क मैं भी करता हूं; इश्क़ वो भी करती है;
फर्क सिर्फ इतना है मैं उनसे करता हूं वो किसी और से करती हैं।

jo tha tujh par, teree baaton par ab kisee aur par nahin hota;
is kadar toota hoon tere ishk mein kee ab to yakeen par bhee yakeen nahin hota .
जो था तुझ पर, तेरी बातों पर अब किसी और पर नहीं होता;
इस कदर टूटा हूं तेरे इश्क में की अब तो यकीन पर भी यकीन नहीं होता ।
Kisi Ko Batane Se Mere Ashq Ruk Na Payenge*
Mit Jayegi Zindagi Magar Gham Dhul Na Payenge;.
किसी को बताने से मेरे अश्क़ रुक ना पायेंगे*
मिट जायेगी जिंदगी मगर ग़म धुल न पायेंगे।
neend churane wale puchte hai sote kyu nhi,
Itni hi fikr hai to fir humare hote kyu nhi..
नींद चुराने वाले पूछते है सोते क्यों नहीं,
इतनी ही फ़िक्र है तो फिर हमारे होते क्यों नहीं..
Jruri nhi jo khusi de usi se mohabbat ho
pyar to aksar dil todne wale se bhi ho jaate ha
जरूरी नहीं जो ख़ुशी दे उसी से मोहब्बत हो
प्यार तो अक्सर दिल तोड़ने वाले से भी हो जाते है
Na mera dil bura tha
Na usme koi burai thi
Sab naseeb ka khel ha
Bas kismat me judai thi
ना मेरा दिल बुरा था
ना उसमे कोई बुराई थी
सब नसीब का खेल है
बस किस्मत में जुदाई थी

Apki chahat mai duniya bhula denge,
Is tarah se apko dil mai basa lenge,
Dur na jaynge kabhi apse hum,
Is qadar se apko khuda se mang lenge.
आपकी चाहत मैं दुनिया भुला देंगे,
इस तरह से आपको दिल मे बसा लेंगे,
दूर न जायँगे कभी आपसे हम,
इस क़दर से आपको खुदा से माँग लेंगे.
jab riskte mein galat femhi aah jaye
to sachcha pyaar bhi jhuta lagne lagta ha
जब रिसकते में गलत फेमहि आह जाये
तो सच्चा प्यार भी झूठा लगने लगता है
Zinda rahane ki ab yeh tarkeeb nikaali hai.
zinda hone ki khabar sab se chhupa li hai.
ज़िंदा रहने की अब यह तरकीब निकाली है.
ज़िंदा होने की खबर सब से छुपा ली है.
Rishto ko galtiyan itna kamzor nahi karti
jitna galat femhi karti hai
रिश्तों को गलतियाँ इतना कमज़ोर नहीं करती
जितना गलत फेमहि करती है

अजीब फितरत बन गई है जमाने के लोगों की
अच्छी यादें Pendrive में रखते हैं और बुरी यादें दिल मे
Ajib Fitrat Ban Gayi Hai Jamane Ke Logon Ki
Achhi Yaden Pendrive Me Rakhte Hain Aur Buri Yaden Dil Me
tabaah hokar bhi, tabahi dikhati nahi
ye ishq hai janab. iski dava kaheen bikti nahin
तबाह होकर भी, तबाही दिखती नहीं
ये इश्क़ है जनाब. इसकी दवा कहीं बिकती नहीं
ek ladki iss tarah merey dil mein utar gai
jaisey woh jaanti thi merey dil ke rastey
एक लड़की इस तरह मेरे दिल में उतर गई
जैसे वह जानती थी मेरे दिल के रास्ते

udaas lamho kee na koee yaad rakhana*
toophaan mein bhee vajood apana sambhaal kar rakhana;
kisee ke jidangee kee khushee ho tum*
yahee soch kar tum apana khyaal rakhana;
उदास लम्हो की ना कोई याद रखना*
तूफान में भी वजूद अपना संभाल कर रखना;
किसी के जिदंगी की खुशी हो तुम*
यही सोच कर तुम अपना ख्याल रखना; ।
kyaa chaahun rab se tumhen paane ke baad*
kiskaa karun entjaar tere aane ke baad;
kyon mohabbat men jaan lutaa dete hain log*
mainne bhi yah jaanaa eshk karne ke baad;
क्या चाहूँ रब से तुम्हें पाने के बाद*
किसका करूँ इंतज़ार तेरे आने के बाद;
क्यों मोहब्बत में जान लुटा देते हैं लोग
मैंने भी यह जाना इश्क़ करने के बाद;
Sachhi mohabbat me pyaar mile na mile lekin*
yad karne ke liye ek chehra jarur mil jata hai;.
सच्ची मोहब्बत में प्यार मिले न मिले लेकिन*
याद करने के लिए एक चेहरा जरूर मिल जाता है;.
